हाय बिखरने का मुझको शौक़ है बड़ा
समेटेगा मुझको तू बता ज़रा
डूबती है तुझ में आज मेरी कश्ती
गुफ्तगू में उत्तरी बात…
हो डूबती है तुझ में आज मेरी कश्ती
गुफ्तगू में उत्तरी बात की तरह
हो देख के तुझे ही रात की हवा ने
सांस थाम ली है हाथ के तरह हाय
की आँखों में तेरी रात की नदी
यह बाज़ी तो हारी है सौ फ़ीसदी
हम्म्म….
हो उठ गए क़दम तो
आँख झुक रही है
जैसे कोई गहरी बात हो यहां
हो खो रहे हैं दोनों एक दूसरे में
जैसे सर्दियों की शाम में धुआं हाय
यह पानी भी तेरे आईना हुआ
सितारों में तुझको
है गिना हुआ
हम्म…
बिखरने का मुझको शौक़ है बड़ा
समेटेगा मुझको तू बता ज़रा……
________________________
Bikharney Ka Mujhko
Shauq Hai Bada
Sameitega Mujhko
Tu Bata Zara
Haye, Bikharney Ka
Mujhko Shauq Hai Bada
Sameitega Mujhko Tu Bata Zara
Doob-ti Hai Tujh Mein
Aaj Meri Kashti
Guftagu Mein Utri BaatHo,
Doobti Hai Tujh Mein
Aaj Meri Kashti
Guftagu Mein Utri Baat Ki Tarah
Ho, Dekh Ke Tujhey Hi Raat Ki Hawa Ne
Saans Thaam Li Hai Haath Ke Tarah Haaye
Ki Aankhon Mein Teri Raat Ki Nadi
Yeh Baazi To Haari Hai
Sau Feesadi
Ho, Uth Gaye Kadam Toh
Aankh Jhuk Rahi Hai
Jaisey Koyi Gehri Baat
Ho Yahaan
Ho, Kho Rahey Hain Dono
Ek Doosrey Mein
Jaisey Sardiyon Ki
Shaam Mein Dhuan Haaye
Yeh Paani Bhi Tera Aaina Hua
Sitaron Mein Tujhko
Hai Gina Hua....
No comments:
Post a Comment